Sugested Lyrics from Talha Anjum

Gawah Rehna

farmayein meri kalakaariThe way I do it, achay rapper

Karachi Lingo

1: Talha mein explain karunga Karachi LingoAur takkar dunga

9MM

yeah2021Let's goIt's your boyYou know who the fuck this

AUQAAT

1: Talha par shehar anjaan naBasti jala do, mera

BAAZ

1: lagi hui eid ke mahol meEk hum jo

COME THROUGH

Abdullah samjhaNa tu mennu azmaaJadon da mein phareya rizlaNa

Darja Haraarat

1: Rap pata mein haa konKhatra jaariCode red alertPalara

FALSAFAY

1: Talha mein phool khilein rozCharas jallay, liquor chalay,

Flex

yeahYeah, se mein bahar plenty things to doLonday

Karda Koi

Abdullah koi, te bharda koiKinniyan labbiyan, te kinniyan khoyiTurr

Kyun (Remix)

Talha aya nahi kyun?Sadiyo se lambay hain lamhay yahan

Laga Reh

Talha I go, let him know I said, "Larke

Now & Then

Talha lagay tu bas aanay ko haiAur phir Jaanam

Rainy Days

badal aisay barsay ke tu aa hi na sakaJora koyalon

shutup call

Jevin veriyaan nu dass dou mein kithe rehnda aanMere

TUC PE KYA JATA HAI?

life in the fast laneWaqt mile na, it keeps passingPar

Why

1: Talha mehfilon mein hum na hongeLagengi thokre, zakham

Wife You

Hasan could wife you but you won't give me

WISH 2 DIE FREESTYLE

Cyrano de Bergerac - Cyrano de Bergerac all who

Zarurat

mein tu aur meinTujh mein rahu sadaa zindaPar tujhay

We've prepared the official lyrics Why So Quiet by Talha Anjum on rare-Lyrics.com.
The complete song text appears below.


(Umair)

Chorus:-
Mom, Why are you so quite tonight
Please talk back to me
Why are you so quite tonight

(T-Rapx as Talhah Yunus)
Verse 1:
Tere Bina ye ghar, Kitna Soona Soona Hai
Maafi Ke Liye Mein Ne Tere Pairo Ko choona Hai
Karni hai har woh baat jo mujhse ki nai jati hai
Tujhay dekhe binna mujhay neend nahi atti hai
Khuabon mai meri maa tu mere pass atii hai
Meri zindagi nahi ye,yaado ka fassana hai
Kya karu Maa mujhay tou bs tere pass anaa hai
Ksi Taaray Ke Saye Se tu Dekhti Tou Hogi
Intizaar Hai Ke Tum Mujhay Kab Awaaz Dogi
Khuaab Mein Rota Hu Aur Tum Pass Mere Atti Ho
Galay Se Lgati Ho, Phr Muskuraati Ho
Rokne Se Pehle He Tum Door Chali Jaati Ho
Aankh Khulti Hai Tou Bahar Abhi Kaali Raat Hai
Raat Ki Khamoshi Mein Bs Ik Yaado Ka Saath Hai
Dua Hai Ke Yaado Ka Ye Saath Ab Na Choothay
Maa Tou Rooth Gai, Bs Ab Rab Na Mujhse Roothay
(Chorus)

(Lill Pac as Talha Anjum)
Verse 2:
Jab bhi tu na ho pass tou jaan nikal jaati hai
Maa mein kya karu mujhay teri bohot yaad ati hai
Meein aur mera khuda ye baat hai janta ke ghar pe tu naa hogi ye dil nahi maanta, Tere hissay ka pyaar ab baantay ga kaun?
Mujhay ghar der se anay par ab daantay ga kaun?
Teri socho mein ghum
Khuli aankh se mein sotaa hu
Kya karu mein ghar par bhi chup chup ke rotaa hu
Saath tou nahi par teri har baat yaad hai
Kya pta tha teri meri aakhri mulaqaat hai
Meri maa,Aj bhi tu anaa mere khuaab mein
Galay se lgana aaj dil bohot udaas hai
Itni bhu tu dur nahi,Itna bhi majboor nahi
Teri bhi khatta nahi,Mera bbhi kussor nahi
Tu ne hi sikhaya kabhi haar nai mantay, Rab k iradon ko insan nai jantay

(Chorus)

(T-Rapx as Talhah Yunus)
Verse 3:
Maa daant apni beti ko woh khaana nai khaati hai
Kuch bol apnay shohar se usse neend nai aati hai
Teri tasveeren dekh kar khush woh hojata hai
Unka chota beta unko bohaat satata hai
Daant mujhko akar, ye dil bekaraar hai
Teri awaaz sunney ka hi tou intizaar hai
Ab kon mujhey raaton ko pyaar se sulayega
Kon mujhey hasaega, kon mujhey satayega
Ye dil hai bechaain, kuch samajh nai ata hai
Daant Hamzah ko woh roz der se ghar ata hai
Daant meri aankhon jo band nai hotin hain
Samjha apni beti ko jo din raat roti hai
Bol k gayi thi k jaldi laut ayegi, kisko ye maloom tha k tu waapus nai ayegi
Teri yaadon k saharay zindagi bitaani hai
Zindagi khatam, ye bas ab kahaani hai
(Umair)

Chorus (X2)
Mom, Why are you so quite tonight
Please talk back to me
Why are you so quite tonight

FAQ: Why So Quiet by Talha Anjum

Q. Who sings Why So Quiet

A. The hit track Why So Quiet is performed by Esm Talha Anjum

Q. Who wrote the lyrics for Why So Quiet

A. All lyrics are written by Talha Anjum

Hope you enjoyed reading the lyrics Talha Anjum - Why So Quiet

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

DMCS Policy Privacy Policy

© 2025 «lyrics». All rights reserved.