Sugested Lyrics from Atif Aslam

Atif Aslam - Baarishein (English Translation)

Showers started suddenlyIt felt like as if you are in cityThen

Tera Hone Laga Hoon

Aslam ft. Alisha Chinai "Tera Hone Laga Hoon" के

Humrahi

Kuch nai mangoonBas hai mera ek sapnaDunya se kya lena denaBas

Ehsaas (Freaky Mix)

Main ek fard hoonYa ek ehsaas hoonMein ek jism hoonYa rooh

Kuch Is Tarah

इस तरह तेरी पलकें मेरी पलकों से मिला देआँसू तेरे

Ambulancia Vida

(Verse 1)Racing through the streets with flashing lightsSirens wailing loud through

Atif Aslam - Bheegi Yaadein (हिंदी अनुवाद)

भीगी-भीगी यादेंभीगी-भीगी यादेंना मैं जानूँ, ना तू जानेकैसा है ये आलम,

Charkha Nolakha

Tere Bahjon Dil Deya Mehrama VeMera Jeona Kehre Chajda VeMere Loon

Go

1: Abdullah eye, blue smileHyper-tactileYou could say a single

Hum Rahi (Borderless World Version)

نہیں مانگوںبس ہے میرا اک سپنادنیا سے کیا لینا

Kaun Hoon Main

सी ख़्वाहिश है, अनजाना है अफ़सानाना मेरी कोई मंज़िल

Kaun Tha - Kapkapi

Verse IIk andheri si raatAur kuch kadmoon ki chhapAlam ki thi

Le Ja Tu Mujhe

Hoon khudi se laapataHoon khudi se laapataCheekhti meri khaamoshian yahan bekhwaab

Old Songs Mashup

Aakaash ka soonapanMere tanha mann meinPaayal chhankaati tumAa jaao jeevan meinSaansein

Perth Removals Work

How Perth Removals WorkPerth removals work by helping people move their

Piya O Re Piya

ਮੈਂ ਵਾਰੀ ਜਾਵਾਂ, ਮੈਂ ਵਾਰੀ ਜਾਵਾਂਸਾਥੋਂ ਕੀ ਹੋਇਆ ਐ ਕਸੂਰ ਰੇ?ਮੈਂ

Wedding Limo Ride: A Chicago Love Story

(Verse 1)We’re stepping in style, it’s our special dayA wedding limo

Woh Lamhe Woh Baatein

OoOhOoHoOoOoOoO...OoOhOoHoOoOoOoO...WohOoOhOhoOHohO...WohOoOhOhoOHohO...Wo lamhey, Wo ratein koi na JaneThi kaisey batein woOoOo bersateinWo

Wohi Khuda

Koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai, wohi Khuda haiWohi

Younhi

Younhi anjaane meinYounhi naadani meinKhoye woh sab rishteYounhi naadani meinAankh khuli

We've prepared the official lyrics Pehli dafa by Atif Aslam on rare-Lyrics.com.
The complete song text appears below.

Dil kahe kahaaniyan pehli dafa
Armaano mein rawaniyan pehli dafa
Ho gaya begana main hosh se pehli dafa
Pyaar ko pehchana ehsaas hai yeh naya

Suna hai, suna hai
Yeh rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai
Suna hai, suna hai
Yeh rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai

Kabhi dard si, kabhi zard si
Zindagi benaam thi
Kahin chahatein hui meherbaan
Haath badh ke thaamti

Ik woh nazar, ik woh nigaah
Rooh mein shaamil iss tarah
Ban gaya afsana ik baat se pehli dafa
Paa liya hai thikana
Baahon ki hai panaah

Suna hai, suna hai
Yeh rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai
Lage bewajah alfaaz jo
Woh zaroorat ho gaye
Taqdeer ke kuch faisley
Jo ganimat ho gaye

Badla hua har pal hai
Rehti khumari har jagah
Pyaar tha anjaana
Hua saath mein pehli dafa

Yeh asar ab jaana
Kya rang hai yeh chadha

Suna hai, suna hai
Yeh rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai

(Backvocal)

FAQ: Pehli dafa by Atif Aslam

Q. Who sings Pehli dafa

A. The hit track Pehli dafa is performed by Esm Atif Aslam

Q. Who wrote the lyrics for Pehli dafa

A. All lyrics are written by Atif Aslam

Hope you enjoyed reading the lyrics Atif Aslam - Pehli dafa

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

DMCS Policy Privacy Policy

© 2025 «lyrics». All rights reserved.