Sugested Lyrics from Lata Mangeshkar

Yara Seeli Seeli

यारा सीली सीली बिरहा की रात का जलनायारा सीली सीली, यारा

Pyar Hua Iqrar Hua (From ”Shree 420")

हआ, इक़रार हुआ हैप्यार से फिर क्यूँ डरता है दिल?प्यार

Aa Mere Raanjhana

(a mere raanjhana, ruksat ka hai samaAankhon mein dam hai, labon

Aaj Main Javaan Ho Gayi Huun

Aaj main javaan ho gayi huunGul se gulistaan ho gayi huunYe

Ae Ishq

ऐ इश्क़ ये सब दुनिया वालेऐ इश्क़ ये सब दुनिया वालेबेकार

Chhedo Na Dil Ki Baat

छेड़ो ना दिल की बात, अभी तुम नशे में होछेड़ो ना

Dil Apna Aur Preet Parai

अपना और प्रीत पराईकिस ने है ये रीत बनाई?आँधी में

Fir Teree Kahaanee Yaad Aayee

Fir teree kahaanee yaad aayee, fir teraa fasaanaa yaad aayaaFir aaj

Jana Tha Hamse Door

जाना था हमसे दूर, बहाने बना लिएअब तुम ने कितनी दूर

Likha Hai Teri Ankhon Mein

है तेरी आँखों में किसका अफ़साना?लिखा है तेरी आँखों में

Mere Naseeb Mein

Mere naseeb mein tu hai ke nahiTere naseeb mein main hoon

Mohe Chedo Na

O.....O...Mohe chhedo naO mohe chhedo na nand ke lalaKi main hi

Mujhe Alaah Ki Kasam

(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho

Na Hanso Ham Pe

Na hanso ham pe zamaane ke hain thukaraaye hueDar-ba-dar phirate hain

Nadiya Jaise Kal Rahi Hai

Cho: mahala mahala maha lambola -2La: (raina soyi soyee, naina jaagi

Nagmaa-O-Sher Kee Saugaat

Nagmaa-o-sher kee saugaat kise pesh karuYe chhalakate huye jajabaat kise pesh

Naina Barse Rimjhim Rimjhim (From ”Woh Kaun Thi”)

बरसे रिमझिम-रिमझिमनैना बरसे रिमझिम-रिमझिमपिया, तोहरे आवन की आसनैना बरसे रिमझिम-रिमझिमनैना

O Raam Jee Badaa Dukh Deena

O raam jee badaa dukh dinaa, tere lakhan ne badaa dukh

Vo Pardesi Mann Mein

Haay vo paradesi man meinHo, kaun disha se aa gayaChaaron dishaaon

Yeh Mausam Bheega Bheega Hai

ये मौसम भीगा-भीगा है, हवा भी ज़्यादा-ज़्यादा हैक्यूँ ना मचलेगा दिल

We've prepared the official lyrics Kyon Hawa by Lata Mangeshkar on rare-Lyrics.com.
The complete song text appears below.


Yash:
Ek din jab savere savere, surmayi se andher ki chaadar hata ke
Ek parbat ke takiye se, sooraj ne sar jo uthaaya, toh dekha
Dil ki vaadi mein chaahat ka mausam hai
Aur yaadon ki daaliyon par
Anginat beete lamhon ki kaliyaan mahekne lagi hain
Ankahi ansuni aarzoo, aadhi soyi huwi aadhi jaagi huwi
Aankhein malte huwe dekhti hai, laher dar laher
Mauj dar mauj, behti huwi zindagi
Jaise har ek pal nayi hai, aur phir bhi wahi, haan, wahi zindagi
Jiske daaman mein ek mohabbat bhi hai, koyi hasrat bhi hai
Paas aana bhi hai, door jaana bhi hai, aur ye ehsaas hai
Waqt jharne sa behta huwa, jaa raha hai, ye kehta huwa
Dil ki waadi mein chaahat ka mausam hai
Aur yaadon ki daaliyon par
Anginat beete lamhon ki kaliyaan mahekne lagi hain

Lata:
Aa, haa ho ho, aa haa ho ho, hmm, hmm
Sonu:
Kyun hawa aaj yun gaa rahi hai
Sonu:
Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai
Kyun fiza, rang chhalka rahi hai
Mere dil bata aaj hona hai kya
Chaandni, din mein kyun, chhaa rahi hai
Zindagi, kis taraf jaa rahi hai
Mere dil bata kya hai ye silsila
Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai
Gaa rahi hai, gaa rahi hai
Lata:
Ha ha ha ha aa,aa,, hmm.., aa ha ha ha
Sonu:
Jahaan tak bhi jaayein nigaahein, baraste hain jaise ujaale -2
Saji aaj kyun hain ye raahein, khile phool kyun hain niraale
Khushbuwein, kaisi ye beh rahi hain
Dhadkanein jaane kya keh rahi hai
Mere dil bata ye kahaani hai kya
Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai
Gaa rahi hai, gaa rahi hai
Lata:
Aa... aa...
Sonu:
Ye kiska hai chehra jisse main, har ek phool mein dekhta hoon -2
Ye kiski hai awaaz jisko, na sun ke bhi main sun raha hoon
Kaisi ye aahatein aa rahi hain, kaise ye khwaab dikhla rahi hain
Mere dil bata kaun hai aa raha
Kyun hawa, aaj yun gaa rahi hai
Gaa rahi hai, gaa rahi hai
Lata:
Aa, aa, aa, aa aa.... aa...

FAQ: Kyon Hawa by Lata Mangeshkar

Q. Who sings Kyon Hawa

A. The hit track Kyon Hawa is performed by Esm Lata Mangeshkar

Q. Who wrote the lyrics for Kyon Hawa

A. All lyrics are written by Lata Mangeshkar

Hope you enjoyed reading the lyrics Lata Mangeshkar - Kyon Hawa

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

DMCS Policy Privacy Policy

© 2025 «lyrics». All rights reserved.